Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gayi tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gaieeeee tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah bolo inn kapdon mein lagti hoon main kaisi har kapda khilta hai sundar hai tu aisi are bolo inn kapdon mein lagti hoon main kaisi har kapda khilta hai sundar hai tu aisi aage tere koi hai kya pari kya apsara ha ah ha ah ha ah ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gaieeee tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah mausam ne dekha to woh bhi hua deewana khud jaisa deewana tumne sabko jana are mausam ne dekha to woh bhi hua deewana khud jaisa deewana tumne sabko jana dekho nahin tum iss tarah aane lagi mujhko haya ha ah ha ah ha ah ui amma ui amma ui amma ui amma mushkil yeh kya ho gayi tere badan mein tufaan utha to saadi hawa ho gayi ha ah ha ah ha ah main chanchal
ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein badi bholi thi aa gayi main badi bholi thi aa gayi main baalam ki chaal mein ulajh gaya ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun maine to laakh chaaha dil naa lagaaun dil naa lagaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun nazron ki maar bhala kaise bhulaaun kaise bhulaaun main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein main pad gayi main pad gayi haaye raama kaise janjaal mein ulajh gaya jiyaa mera nainon ke jaal mein nainon ke jaal mein hoooo oooo oooo oooo ooooo hoooo oooo oooo oooo baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye baithi hoon piyaa tujhe mann mein basaaye mann mein basaaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye dhadke hai dil mera neendiyaa naa aaye tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein tu bas gaya tu bas gaya dheere dheere mere khayaal mein ulajh gaya jiyaa
ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preetam uljhi latt suljhaye gori ka chanda sa mukh sharmaye preet ki dori mein bandh kar donon mann hi mann muskaaye dekho ulajh gaye do naina jab tak ghar na aaye sanwariya tadpe hai gori jaise jal bin machhariyaa baat takat apne sajan ki raah mein nain bichhaye dekho ulajh gaye do naina raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan raat rupehli taaron ki chhaiyan saiyaan ke haathon mein gori gori baiyaan laaj bhare nainon se man ki baat kahi naa jaaye dekho ulajh gaye do naina ulajh gaye do naina dekho ulajh gaye do naina
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao kadmon ko na rokegi zanjeer riwaazon ki hum tod ke niklenge deewar samaajon ki doori pe sahi manzil doori se na ghabraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main apni baharon ko rangeen bana lunga sau baar tumhen apni palkon pe utha lunga shabnam ki tarah mere gulshan pe bikhar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao aa jaao ke jeene ke halaat badal daalein hum milke zamaane ke din raat badal daalein tum meri wafaaon ki ik baar kasam khaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao
ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao duniya se bahut aage uss raah pe hum honge ye soch lo pehle se har mod pe ghum honge hai khauf ghumon se to ruk jao thehar jao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao main tooti huyi kashti khud paar laga lungi toofaan ke mojon ko patwaar bana lungi majdhaar ka darr ho to saahil pe thehar jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukrao dil aur kahin de kar tum raah badal daalo behtar to yahi hoga ye raah badal daalo do chaar kadam chal kar mumkin hai behak jaao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao phir saath mere aao ulfat mein zamaane ki har rasm ko thukraao
uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera mere dil ka andhera hua aur ghanera kuchh samjh naa paaun kya hona hai mera khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar khadi do raahe par ye poochhun ghabraa kar jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye jo saans bhi aaye tann cheer ke jaaye iss haal se koi kiss tarah nibhaaye naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya naa marna raas aaya naa jeena mann bhaaya jaaun kahaan main jaaun kahaan uljhan suljhe naa rasta soojhe naa jaaun kahaan main jaaun kahaan rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa rutt ghum ki talle naa koi aas phale naa taqdeer ke aaaaage meri pesh chale naa bahot thi tadbeeren naa
uljhanon ko de diya hai tumne jo mera pata to aa gayi yahaan pe dekho le ke wo bechainiyaan ab tumhin bataao humko dil ko kya bataayen hum ye jo bhi hai wo khwaab hai yaa hai zindagi zindagi hai khaab hai iska kya jawaab hai kyun ulajh gayi ho tum ye seedha sa hisaab hai aur apne dil ko bhi bataao tum yahi ke ye khwaab hi to zindagi hai zindagi hi khwaab hai kya hua the abhi to tum wahaan aa gaye kaise mere waaste manzilen dhundhate huye yahi ho gaye khatam saare raaste jaane kaise raaston pe aur ye kaisi manzilon pe aa gaye hai aaj kal ke hum jahaan pe honge thodi thodi paaglon se ye bhi sochte nahin ke baadlon sa mann mera ye sochta hai kya sochne ko sochna bada haseen khayaal hai khud ko kehna paaglon saa khoob ye misaal hai apne ko samjh ke bhi kuchh bhi naa samjhane ki teri ye hi saadgi to bas tera kamaal hai haath mein haath le ke yun mera bolo kya kehna chaahte ho tum hmmm aaya tha kuchh abhi khayaal mein tumne jo bola to hua wo gum kya wo meri pyaar ki jagi
aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa jab teri duniya ka har kaam hai ulta kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta bachcha tadpe zakhmi roye mamta insaan hoon aakhir main kaise na sunta rote ko hansa aaya bigadi to bana aaya kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa aye khuda aye khuda aisa maine kya kiya teri duniya hai mujhse khafaa murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe murat pe to ganga jal jag phenke majboor ka jalta ghar koi na dekhe vo ghar to bachana tha phir malik tu hi bata kya meri khata jo mujhse hua koi kaam ulta seedha aye khuda
ho umad ghumad kar aayi re ghataa ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa re neer nikalaa re neer jhar jhar jhar jhar dhaar jhare o dharti hi jal se maang bhare ho umad ghumad kar aayi re ghataa nanhin nanhin buundaniyon ki khanan khanan khan khanjari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakha dulhaniyaa barakha dulhaniyaa chhuk chhuk chhuk chhuk chhaiyan aaj daarun tohe gala bainyaa aaj daarun tohe gala bainyaa chhuk chhaiyan main to naachun tere sang sang sainyaa sainyaa sainyaa ho ho ho saavan kaa sandesaa le kar nikali apne ghar se jo koi is ke pyaar ko tarse wahin naveli barse kaare kaare kaare kaare baadarawa ki jhanan jhanan jhan jhanjhari bajaati aayi bajaati aayi dekho bhaayi barakhaa dulhaniyaa barakhaa dulhaniyaa ho ho ho umad ghumad kar aayi re ghataa kaare kaare badaraa ki chhayi chhayi re chhataa jab sanan pavan ko laga re teer baadal ko cheer nikalaa
umangen umangen umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni la la la la la la la la aaaaaaaaaa wo shaaaam aa aa aaaaaaaa kya shaam suhaani thi phoolon pe jawaani thi kya shaam suhaani thi phoolon pe jawaani thi in shokh nigaahon mein ulfat ki kahaani thi ulfat ki kahaani thi sunteeeeee sunte hi jisse pal mein halchal si machi dil mein halchal si machi dil mein muhabbat le ke angdaayi jawaan hoon jhoom rahi apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni hum dil ko laga baithe hum dil ko laga baithe kya duniya basa baithe kya duniya basa baithe ek prem ke devta ko hum phool chadha baithe jo chaand sa pyara hai is preet ki naiyya ka ab wo hi sahara hai ab wo hi sahara hai lagaayen ye wahin ab paar naiyya prem ki apni umangen dil ki machali muskuraayi zindagi apni aaaa aaaaa aaa aaa aaaa wohi manzar hain aankhon mein wohi manzar hain aankhon mein unhi ki yaad tadpaaye unhi ki yaad tadpaaye yehi aasha la lalalalaa
umangon ko sakhi pee ki nagariya kaise le jaaun kamar lachke mori haaye kamar lachke mori bhaari gagariya kaise le jaaun dagar mein roop ke lobhi nagar mein mann ke maile hain yahan paapi nazariyon ke hazaron jaal faile hain bhare bazaar mein baali umariya kaise le jaaun kamar lachke mori mohe duniyan se darr laage yahan laakhon hain matwaale na jaane koi albela mohe kiss rang mein rang daale rangeelon mein bhala kori chunariya kaise le jaaun kamar lachke mori laga ke haath mein mehndi racha ke nainon mein ratiya dulhniya ban ke nikli hoon milenge aaj man basiya sajan ke dwaar se pyaasi nazariya kaise le jaaun kamar lachke mori
ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani taaron bhari rajani aanchal ko fasaa re taaron bhari rajani aanchal ko fasaa re thi puchh rahi hanske tu kisko pukaare tu kisko pukaare nainan mein neer bhare dard sambhaale kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani ummeed bharaa panchhi thaa khoj rahaa sajani kehta thaa yahi panchhi haay dekho re gayi sajani haay dekho re gayi sajani rajani mohe na sataa mohe na jalaa itna bataa kahaan gayi sajani oo kahaan gayi sajani rajani mohe na sataa dil na jalaa itna bataa kahaan gayi sajani oo kahaan gayi sajani aansu hain mere nainon ke naa oss ki bunden aansu hain mere nainon ke naa oss ki bunden dil mein lagi aag lagaa man mein milan ke ho man mein milan ke haalat mere tujhe kyun taras na aaye kehta
umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi baagh saje phir bhi jaane kyun aise lage phool pehli baar khile hain roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi roop jaga yun bin sanware saajna main sanwar gayi aaj laga yun aaj laga yun motiyon se meri maang bhar gayi kajra chhalke aachra dhalke aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya sang tumhara meri zindagi ko raas aa gaya paa ke sahaara paa ke sahaara door tha main apne paas aa gaya duniyaa saari laage nyaari aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi tumse mile phir bhi jaane kyun aise lage jaise pehli baar mile hain jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jhoom utha tann mann mein ek aisi baat aa gayi jiss ki thi lagan jiss ki thi lagan aaj wo milan ki raat aa gayi alke lehken ankhiyaan behken aise lage jaise pehli baar mile hain umr huyi
ho ho aa aa aa aa aa aa aa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jab aankhon se preetam door base un aankhon mein oooo aaa aaaaa aaaaa aa aa aa aaaaa aaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base chain kahaan se paaye wo dil jiska basiyaa paas na ho haar singaar bhi zehar lage usse jis ka rasiya paas na ho behte aansun unki zubaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen mere mann ki kali khile jab mujhse preetam aan mile wo kya dekhen mast samaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base
preet ke bandhan mein bandhi karti chali pukaar nirmohi bhanvra phire jiska jhutha pyaar un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas kiye bhanvron kaa bhes phire kaliyon ke desh kare rasiyaa jo ghar ghar vilaas un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas o oooo ye to jug jug ki hai pyaas ye to jug jug ki hai pyaas jise bhanvraa bujhaye kali kali paas aaye kare puri adhuri jo aas ye to jug jug ki hai pyaas ye to jug jug ki hai pyaas ras ke lobhi chain na paayen ulte apni pyaas badhayen ras ke lobhi chain na paayen ulte apni pyaas badhayen ek pyaali se jo preet lagaayen ek pyaali se jo preet lagaayen janam janam ki pyaas bujhayen janam janam ki pyaas bujhayen jaise dharti aur aakash jaise dharti aur aakash jab donon milen to saari srishti hile chhaye patjhad mein bhi madhumaas un par kaun kare ji vishvaas un par kaun kare ji vishvaas suraj hai ek uski kirnen hazaar hain sarjan haara hai usse kan kan se pyaar hai bandhan mein preet ke kab
hey hey hey hey hey lalalalala la la ho ho ho ho lalala la la la la are jhumooo hey nachooo ye golden wedding hai aise insaan ki jiski zindgani hai sachayi aur imaan ki are suno are suno uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta are ho tum painsath saal ke par lagte ho tum chhattis ke khate ho kaun sa gehun kis chakki mein ho peeste haye haye touch wood kya bolen tumko haan uncle robert robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta hai ke humko bhi shadi karna maangta ke humko bhi shadi karna maangta wife husband dono mein dekho jab itna pyaar hai phir kyun na guzre har din mano jaise ki tyohaar hai uncle robert kya bolen tumko uncle robert kya bolen tumko tumko dekh kar kyun aisa lagta
unhein kho kar unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun main hairaan hoon ki aaj apni wafa se aur kya maangun unhein kho kar girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain girahbaan chaak hai aankhon mein aansu lab pe aahein hain yahi kaafi hai duniya ki hava se aur kya maangun unhein kho kar dukhi dil ki dua se aur kya maangun unhein kho kar meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye meri barbaadiyon ki daastaan un tak pahunch jaaye siva iske mohabbat ke khuda se aur kya maangun unhein kho kar
aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa unhen qissa e ghum jo likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawaani mein aansu ye anmol taare ye ulfat ke moti unhen humne bheje nishaani mein aansu unhen qissa e ghum mera dard ulfat unhen kheench laaya nazar jo uthaayi to wo saamne the mera dard ulfat unhen kheench laaya nazar jo uthaayi to wo saamne the humaari khushi ka wo aalam na puchho nikal aaye the shaazmaani mein aansu unhen qissa e ghum mere aansuon mein chhupe hain wo tufaan jo machlen to saare jahaan ko dubo den mere aansuon mein chhupe hain wo tufaan jo machlen to saare jahaan ko dubo den abhi tumne duniya mein dekha hi kya hai laga dete hain aag paani mein aansu unhe qissa e ghum ye aansu ke jugnu meri roshni hain andhere mein raahen dikhaate hain mujhko ye aansu ke jugnu meri roshni hain andhere mein raahen dikhaate hain mujhko na samjhegi duniya na samjhoge tum bhi jhalakte hain meri kahaani mein aansu unhen qissa e ghum jo likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawaani mein
unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha nazaare kar gaye jaadu nigaahen de gayin dhokha nigaahen de gayin dhokha uthe toofaan kuchh aise ke doobe pyaar ke saahil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein hazaaron aarzuon se basaaya jis ko pehlu mein jise samajhe the hum dilbar woh nikla sangdil qaatil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri na jaane kaisi raahon par chali hai zindagi meri chali hai zindagi meri ke jeenaa hi nahin ab to mera marna bhi hai mushkil unhen tu bhool jaa ae dil tadapne se bhi kya haasil
unke khayaal aaye to aate chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal jo saans aa raha hai kisi ka payam hai jo saans aa raha hai kisi ka payam hai betabiyon ko aur badhate chale gaye unke khayaal iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada iss dil se aa rahi hai kisi yaar ki sada veeran mera dil tha basaate chale gaye unke khayaal hosh o havaas pe mere bijli si gir padi hosh o havaas pe mere bijli si gir padi masti bhari nazar se pila ke chale gaye unke khayaal aaye to aate chale gaye deewana zindagi ko banaate chale gaye unke khayaal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ui Amma Mawaali (1983) 05:37 37440
 
Poster of Mawaali (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Jaya Prada
Duration : 05:37   Song Number : 37440   

Ulajh Gaya Jiyaa Mora Jadoo (1951) 03:21 13397
 
Poster of Jadoo (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:21   Song Number : 13397   

Ulajh Gaye Do Naina Dekho Ek Saal (1958) 03:27 16236
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Des
Duration : 03:27   Song Number : 16236   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 04:38 11961
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kesto Mukharji
Duration : 04:38   Song Number : 11961   

Ulfat Mein Zamaane Ki Call Girl (1974) 06:27 37500
 
Poster of Call Girl (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapna, Jagmohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vikram, Zahira
Duration : 06:27   Song Number : 37500   

Uljhan Suljhe Naa Rasta Soojhe Naa Dhund (1973) 04:09 16223
 
Poster of Dhund (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:09   Song Number : 16223   

Uljhanon Ko De Diya Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003) 04:29 18308
 
Poster of Rules (Pyaar Ka Superhit Formula) (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Subrat Sinha
Music Director- 
Sandesh Shandilya
Singer- 
K K, Sanjeevani
On Screen Actors- 
Milind Soman, Meera Vasudevan
Duration : 04:29   Song Number : 18308   

Ulta Seedha Ulta Seedha (1985) 07:07 19212
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Raj Babbar
Duration : 07:07   Song Number : 19212   

Umad Ghumad Kar Aayi Do Ankhen Barah Haath (1957) 04:38 13132
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Shanta Ram, Sandhya
Duration : 04:38   Song Number : 13132   

Umangen Dil Ki Machli Jugnu (1947) 03:48 32838
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Dilip Kumar
Duration : 03:48   Song Number : 32838   

Umangon Ko Sakhi Amar (1954) 03:34 12645
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:34   Song Number : 12645   

Ummeed Bhara Panchhi Eight Days (1946) 03:09 19261
 
Poster of Eight Days (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Gopal Singh Nepali
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
Duration : 03:09   Song Number : 19261   

Umr Huyi Tumse Mile Bahurani (1963) 03:20 12804
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Mala Sinha
Duration : 03:20   Song Number : 12804   

Un Aankhon Mein Neend Kahan Minister (1959) 04:10 15627
 
Poster of Minister (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Roop Mala
Duration : 04:10   Song Number : 15627   

Un Par Kaun Kare Vishwas Kavi Kalidas (1959) 05:47 39955
 
Poster of Kavi Kalidas (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy, Anita Guha
Duration : 05:47   Song Number : 39955   

Uncle Robert Kya Bolen Tumko Ulta Seedha (1985) 05:09 37143
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri, Deven Verma
Duration : 05:09   Song Number : 37143   

Unhein Kho Kar Dukhi Angarey (1954) 02:22 40137
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:22   Song Number : 40137   

Unhen Qissa E Ghum Naya Kanoon (1965) 03:53 40332
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:53   Song Number : 40332   

Unhen Tu Bhool Jaa Ae Dil Naya Ghar (1953) 03:53 15641
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shekhar
Duration : 03:53   Song Number : 15641   

Unke Khayaal Aaye To Lal Patthar (1971) 03:18 13593
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
G M Durrani
Raag- 
Gara
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:18   Song Number : 13593